Friday, 28 October 2016

Dhanteras ke Din Bhool ke bhi na Kare ye kam

Dhanteras ke din na karein ye kaam!!
Namaskar dosto... Aap sabhi ko dhanteras ki bhatu bahut subhkamnaye.. Bhagwan aapke ghar ko ghan ghanya se bhar dein..
Dosto... Dhanteras k din bhul k bhi kuchh aisa n karein jisse aapko hani ho..
To chaliye mai aapko batata hun ki ghnateras ki din Hume kya kya nhi karn chahiye..
1) waise to ghanteras k din steel k bartan kharidne ka bahut purana riwaj hai par Hume dhanteras k din bartan kharidne se bachna chahiye kyuki steel me lohe ka ansh hota hai aur loha dhanteras k din ghar nhi lN chahiye..
2)Car,Bike agar lena chahte hain to full payment ek din pehle hi kar dein... Dhnateras k din car ya bike y koi bhi vahan ghar na laye.
3)Kisi se bhi uphar lene se bache...dhanteras ke din pehle ya ek din bad uphar le lein but aaj k din uphar na lene ki kosis karein.
4)Kisi ko paisa na dein.. Jee haan dosto.. Dhanteras k din kisi ko apna dhan na de.
Asha karta hun ki aapko ye post pasand aaya hoga... Happy dhanteras... Keep smiling.. Be happy...

No comments:

Post a Comment